Mujhe aaj bhi woh din yaad hai jab main pehli baar tuition center ki deewar ke sahare khada hokar usse dekha tha. Mansi. Uska naam toh maine baad mein jaana, lekin uski aankhein, uski kaali zulfon ki lehar, aur uske honthon par woh halki si muskaan – sab kuch pehli…