Karwachauth wali raat Riya, meri chhoti behn, us din subah se hi off thi. Ghar mein maa aur bhabhi dono vrat rakhi thi, sargi se lekar chand nikalne tak ka pura ritual chal raha tha. Mehendi ki khushboo, kitchen se ghee aur halwa ki bhaap, aur TV pe wahi purane…